Monday 4 December 2017

Long Hair

Balon ki Hifazat

Long and healthy hair has always been considered a sign of beauty. Many people dream of having long hair, but don't know how to get long, shining and soft hair? Here are some tips of your hair care.

The best way is apply oil on scalp and hair. The egg white is also important.

Wash your hair no more than 3 times a week, and use the coldest water you can handle.

After washing hair dry your hair with towel properly. Do not brush in wet hair.

Get eight hours of sleep is essential.

Protein is the foundation of hair, so eat more protein.

Massage your hair with a few mayonnaises and wash it after a few minute, your hair become shining and soft.

Separate egg yolk and egg white then mix 1 tsp water with egg yolk and beat, then mix egg yolk and egg white both mix very well and apply it on scalp and hair, massage gently. Leave it for about half hour and rinse.

Eat omega-3 fatty acids. You can found it in nuts, salmon, flaxseed oil, and more. If you want an extra boost then you can also take fish oil supplements for large bursts of omega-


Bal Lambe Karne ka Totka

Motya aur aamla k oil bhi baalon ke liye mufeed hain agar yeh khalis hon to in se baal kale aur mazbut hote hain aur jaldi nahi girte. Baalon ko lamba, chamakdar aur mazbut karne wale Oil ka noskha darj zel hain.
1- Aab chukandar 1 kg
Aamlah khushk 250 g
Barg mahdi 125g
Barg dasmah 125 g
Tail til 500g
Ande 8


Method:


Pehle aamla, barg mehdi aur barg dasmah ko 1 kg pani mein daal kar josh dain. Aag halki honi chahiye. Jab pani aadha jal jaye to aab chukandar daal dain. Jab yeh mawad kholne lage to is mein ande tor kar in ki zardi sufaidi dal dain. Is mawad ko karche se matwatar hilate rahain. Thori dair baad is mein tilon ka tail daal dain aur khub ublne dain. Jab sara pani jal jaye to aag par se utar lain. Thanda hone dain is ke baad ise nithar lain. Is tail se baal khub lambe aur chamak dar hote hai.

2-Imli ko raat ko pani mein bhigo dein. Subah is ke pani se sar dhoyein is se bhi lambe ho jate hain is amal ko hafte mein teen bar karein is ke baad Coconut Oil istemaal karein.

3-Aik glass garam pani mein do andon ki zardian pheint lein.
Is pani se balon ko achi tarah tar kar ke sar ki jild mein halki halki malish karein.
Baqi pani se balon ko tar kar lein sar ki jild par bhi khoob lagayein.
Aik ghanta baad dho lein. Aap ke baal narm aur mulaim ho jayein gay.
4-Kele ki jaron ka ras ------------1 kg
Chukandar ka ras--------------1 kg
Aamlah khushk-----------------250 gm
Barg mehdi-----------------------120 gm
Barg dasmah---------------------120 gm
Tail til-------------------------------250 gm
Kele ki jaron ke ras mein chukandar ka ras, aamlah khushk, barg mehdi, barg dasmah daal kar josh dein. Aanch dhimi honi chahiye. Jab aadha ras jal jaye to tail daal dein. Jab sara ras jal jaye aur sirf tail hi baqi rah jaye to aahistah se nithar kar botal mein daal lein. Is tail se baal khoob lambe hote hain.
   
In urdu




Friday 1 December 2017


b1


skin beauty


ad 2

ad

ad 4

Popular Posts

Blog Archive